SONG: Dil Ka Ye Engine Seetiya Mare - दिल का ये इंजन सीटियाँ मारे

Dil Ka Ye Engine Seetiya Mare - दिल का ये इंजन सीटियाँ मारे

LYRICS:
dil ka ye engine sitiya maare aaja sajan aaja line clear hai dil ka ye engine sitiya maare aaja sajan aaja line clear hai aankho ka singnal karta hai ishaare aaja sajan aaja line clear hai jawani ki tufaan mel chhuk chhuk kare hai usme ek gori baithi aahen bhare hai jawani ki tufaan mel chhuk chhuk kare hai usme ek gori baithi aahen bhare hai kah raha hai dil armaan bhara re aaja sajan aaja line clear hai kah raha hai dil armaan bhara re aaja sajan aaja line clear hai dil ka ye engine sitiya maare aaja sajan aaja line clear hai guard ka dil gori tumpe hai aa gaya mujhko vo daga de ke break me chhupa gaya guard ka dil gori tumpe hai aa gaya mujhko vo daga de ke break me chhupa gaya guard ko humne diya hai bhaga re aaja sajan aaja line clear hai guard ko humne diya hai bhaga re aaja sajan aaja line clear hai dil ka ye engine sitiya maare aaja sajan aaja line clear hai dus baje main kaise khelun nakhro ka khel dus baje main kaise khelun nakhro ka khel gyarah baje ho jaayega tera mera mel gyarah baje ho jaayega tera mera mel dil ki ghadi pe tu gyarah baja de aaja sajan aaja line clear hai dil se mere dil tu aake mila re aaja sajan aaja line clear hai dil ka ye engine sitiya maare aaja sajan aaja line clear hai