SONG: Dil Ka Tattu Ad Jata Hai - दिल का टट्टू अड् जाता है

Dil Ka Tattu Ad Jata Hai - दिल का टट्टू अड् जाता है

LYRICS:
dil ka tattu ad jata hai gali dekh ke yaar ki galti nahi sawar ki kabu pana hai to babu lagam lagao babu pyar ki aisi gali me kyu jana jaha pe gadi ad hi jaye hal tumhara kya hoga jo chori pakadi jaye samjh liya kya tumne tabela sadak ye sarkar ki galti nahi sawar ki kabu pana hai to babu lagam lagao babu pyar ki mere hath lagam hai par mujse nahin sambhalta hai kisi ki matwali nazar ke isharo pe ye chlta hai na mange ye dana pani talab ise didar ki galti nahi sawar ki kabu pana hai to babu lagam lagao babu pyar ki dil ka tattu bada nikhatu safar ka ye saman na dekhe jungle regishtan naa dekhe na dekhe mehman ye ghar ka dar ka ye darbaan na dekhe koso dur chala jata hai hasrat me didar ki galti nahi sawar ki kabu pana hai to babu lagam lagao babu pyar ki dil ka tattu ad jata hai gali dekh ke yaar ki galti nahi sawar ki kabu pana hai to babu lagam lagao babu pyar ki