SONG: Dil Ka Tarana Ga Le Soch Na Kar - दिल का तराना गा ले सोच ना कर

Dil Ka Tarana Ga Le Soch Na Kar - दिल का तराना गा ले सोच ना कर

LYRICS:
dil ka tarana gaa le soch na kar matwale dil ka tarana gaa le soch na kar matwale ye zindgani ye naujawani ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha sare jhandum sari baheshti jhuthe bahane hai pahlu ki jannat jinda haqiqat baki fasane hai ye zindgani ye naujawani ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha ye mast raate jhume barati jake na aayengi in mehfilo ki in dilbaro yaade satayengi ye zindgani ye naujawani ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha sar pe achal hai marna atal hai marne se pahle jee lahra ke, gaa ke duniya pe chha ke masti ke sahur pee ye jindgani ye naujawani ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha hoye dil ka tarana gaa le soch na kar matwale ye zindgani ye naujawani ye shadmani phir kaha, phir kaha, phir kaha