SONG: Dil Ka Pahle Pahal - दिल का पहले पहल

Dil Ka Pahle Pahal - दिल का पहले पहल

LYRICS:
dil ka pahle pahal chot khana haay bhula nahi mujhko yaad hai haay mujhko yaad hai dil ka pahle pahal chot khana haay bhula nahi mujhko yaad hai haay mujhko yaad hai meri duniya ka ekdum badalna meri duniya ka ekdum badalna meri aankho me aansu machalna meri aankho me aansu machalna aur tera dekh kar muskurana mujhko yaad hai haay bhula nahi mujhko yaad hai haay mujhko yaad hai dil ka pahle pahal chot khana haay bhula nahi mujhko yaad hai haay mujhko yaad hai kabhi mujhse mohabbat ki baatein kabhi mujhse mohabbat ki baatein kabhi mujhse hi ladne ki ghaate kabhi mujhse hi ladne ki ghaate kabhi manna kabhi ruth jana haay mujhko yaad hai haay bhula nahi mujhko yaad hai haay mujhko yaad hai dil ka pahle pahal chot khana haay bhula nahi mujhko yaad hai haay mujhko yaad hai tera hardam mere paas aana tera hardam mere paas aana aankho aankho me sab kuch sunana aankho aankho me sab kuch sunana aur nigaaho me jaadu jagana haay mujhko yaad hai haay bhula nahi mujhko yaad hai haay mujhko yaad hai dil ka pahle pahal chot khana haay bhula nahi mujhko yaad hai haay mujhko yaad hai