SONG: Dil Ka Milna Mushkil Hai (Male) - दिल का मिलना मुश्किल है

Dil Ka Milna Mushkil Hai (Male) - दिल का मिलना मुश्किल है

LYRICS:
dil ka milna mushkil hai dil ka milna mushkil hai yun aankh to mil hi jaati hai yun aankh to mil hi jaati hai dil ka milna mushkil hai acchi chiz mohabbat hai par raas kisi ko aati hai par raas kisi ko aati hai apna laakh banao lekin kaun kisi ka banta hai apna laakh banao lekin kaun kisi ka banta hai ban jaati hai jaan pe ulti ban jaati hai jaan pe ulti rah rah yaad sataati hai yaad sataati hai acchi chiz mohabbat hai par raas kisi ko aati hai par raas kisi ko aati hai kiske saath bani hai iski kiske saath banegi iski kiske saath bani hai iski din ka chain chura kar bhi jo din ka chain chura kar bhi jo raat ki nind udaati hai nind udaati hai acchi chiz mohabbat hai par raas kisi ko aati hai par raas kisi ko aati hai dil ka milna mushkil hai yun aankh to mil hi jaati hai yun aankh to mil hi jaati hai dil ka milna mushkil hai