SONG: Dil Ka Diya Jalaya, Maine Dil Ka Diya Jalaya - दिल का दीया जलाया, मैंने दिल का दीया जलाया

Dil Ka Diya Jalaya, Maine Dil Ka Diya Jalaya - दिल का दीया जलाया, मैंने दिल का दीया जलाया

LYRICS:
dil ka deeya jalaya maine dil ka deeya jalaya dil ka deeya jalaya maine dil ka deeya jalaya tujh ko kahi na paya tujh ko kahi na paya dil ka deeya jalaya dil ka deeya jalaya maine dil ka deeya jalaya kahi na bahla dil bechara kahi mila na mujhko sahara kahi na bahla dil bechara kahi mila na mujhko sahara aas ke taare dube sare ghor andhera chhaya tujh ko kahi na paya dil ka deeya jalaya maine dil ka deeya jalaya beet gaya hai ek jamana kahi mila na tera thikana beet gaya hai ek jamana kahi mila na tera thikana tak tak haare nain bechare kuchh bhi najar na aaya tujh ko kahi na paya dil ka deeya jalaya maine dil ka deeya jalaya tujh ko kahi na paya tujh ko kahi na paya tujh ko kahi na paya tujh ko kahi na paya tujh ko kahi na paya dil ka deeya jalaya dil ka deeya jalaya maine dil ka deeya bujhaya