SONG: Dil Ka Dard Na Jane Duniya Jane Dil Tadapna - दिल का दर्द ना जाने दुनियाँ जाने दिल तड़पना

Dil Ka Dard Na Jane Duniya Jane Dil Tadapna - दिल का दर्द ना जाने दुनियाँ जाने दिल तड़पना

LYRICS:
jiya jaye piya aaja dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana pyar ke do bolo ke badle dushman hua zamana haye re haye dushman hua zamana dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana ummid ne thokar khayi hai dil deke zudai payi hai tera gam hai meri tanhai hai pehle se na tha ye jana pehle se na tha ye jana ki dil ka aana khudi se jana haye re haye dushman hua zamana dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana pyar ke do bolo ke badle dushman hua zamana haye re haye dushman hua zamana dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana aankho me jo aansu aayenge tasvir teri dikhlayenge hum tham ke dil rah jayenge pehle se na tha ye jana pehle se na tha ye jana ki dil ka aana khudi se jana haye re haye dushman hua zamana dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana pyar ke do bolo ke badle dushman hua zamana haye re haye dushman hua zamana dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana dil ka dard na jane duniya jane dil tadpana jiya jaye piya aaja jiya jaye piya aaja