SONG: Dil Jo Tumko De Diya - दिल जो तुमको दे दिया

Dil Jo Tumko De Diya - दिल जो तुमको दे दिया

LYRICS:
dil jo tumko ho dil jo tumko de diya dard mol le liya sochti hu baar baar haye maine kya kiya ye kya kiya dil jo tumko de diya dard mol le liya sochti hu baar baar haye maine kya kiya ye kya kiya khata yahi hui ke najar tumse mil gayi itni si baat badhke kahani si ban gayi kisko bura kahe jo chain khud hi kho diya sochti hu baar baar haye maine kya kiya ye kya kiya dil jo tumko de diya dard mol le liya sochti hu baar baar haye maine kya kiya ye kya kiya pahle to dil lagane ko samjhe the kuch nahi samjhe the kuch nahi ab hath mal rahe hai ke dil kho gaya kahi dil kho gaya kahi hamne gawaya dil hame dil ne gawa diya sochti hu baar baar haye maine kya kiya ye kya kiya dil jo tumko de diya dard mol le liya sochti hu baar baar haye maine kya kiya ye kya kiya kehna mai dil ka maan ke badnam ho gayi jitni chupayi preet tumse utni khul gayi jo kah saki na muh se wo aankho ne keh diya sochti hu baar baar haye maine kya kiya ye kya kiya dil jo tumko de diya dard mol le liya sochti hu baar baar haye maine kya kiya ye kya kiya