SONG: Dil Jo Na Kah Saka, Vahi Raaz-E-Dil, Kahne Ki Raat Aayi - दिल जो ना कह सका, वोही राज़-ए-दिल कहने कि रात आई

Dil Jo Na Kah Saka, Vahi Raaz-E-Dil, Kahne Ki Raat Aayi - दिल जो ना कह सका, वोही राज़-ए-दिल कहने कि रात आई

LYRICS:
dil jo na kah saka wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi dil jo na kah saka wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi dil jo na kah saka nagma sa koi jaag utha badan me jhankar ki si thar thari hai tan me jhankar ki si thar thari hai tan me o.. pyar ki inhi dhadakti dhadakti fizao me rehne ki raat aayi dil jo na kah saka wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi gujre na ye shab khol du ye zulfe tumke chhupa lu mund ke ye palke tumke chhupa lu mund ke ye palke o.. bekarar si larajti larajti si chhao me rahne ki raat aayi dil jo na kah saka wohi raaz-e-dil kahne ki raat aayi