SONG: Dil Jo Bhi Kahega, Manege Duniya Me Hamara Dil Hi To Hai - दिल जो भी कहेगा मानेंगे दुनिया में हमारा दिल ही तो है

Dil Jo Bhi Kahega, Manege Duniya Me Hamara Dil Hi To Hai - दिल जो भी कहेगा मानेंगे दुनिया में हमारा दिल ही तो है

LYRICS:
dil jo bhi kahega manege duniya me hamara dil hi to hai har hal me jisne sath diya wo ek bechara dil hi to hai dil jo bhi kahega manege duniya me hamara dil hi to hai koi sathi na koi sahara koi manjil na koi kinara ruk gaye jaha is dil ne roka chal diye jis taraf dil pukara hum pyar ke pyase logo ki, hum pyar ke pyase logo ki manjil ka ishara dil hi to hai duniya me hamara dil hi to hai dil jo bhi kahega manege duniya me hamara dil hi to hai har mani nahi zindagi se hans ke milte rahe har kisi se kyu na is dil pe kurban jaye sah liye jisne gam bhi khushi se sukh me jo na khele hum hi to hai, sukh me jo na khele hum hi to hai dukh se jo na hara dil hi to hai duniya me hamara dil hi to hai dil jo bhi kahega manege duniya me hamara dil hi to hai apni zindadili ke sahare humne din zindagi ke gujare varna is bemurabat jaha me aur kabje me kya hai hamare har chij hai dolat walo ki, har chij hai dolat walo ki muflish ka sahara dil hi to hai duniya me hamara dil hi to hai dil jo bhi kahega manege duniya me hamara dil hi to hai har hal me jisne sath diya wo ek bechara dil hi to hai