SONG: Dil Humko Dhundhta Hai - दिल हमको ढूंढ़ता हैं

Dil Humko Dhundhta Hai - दिल हमको ढूंढ़ता हैं

LYRICS:
dil hamko dhundhta hain, ham dil ko dhundhte hain dil hamko dhundhta hain, ham dil ko dhundhte hain manjil ke paas aakar, manjil ko dhundhte hain manjil ke paas aakar ulfat karo to jane, dil do to ham bhi mane ulfat karo to jane, dil do to ham bhi mane dil ko liye huye ham, katil ko dhundhte hain katil ko dhundhte hain dil ko liye huye ham aasan hain pyar karna, kare nibhana muskil aasan hain pyar karna, kare nibhana muskil muskil se ladne wale, muskil ko dhundhte hain muskil se ladne wale ulfat hain mauj dariya, jiska nahi kinara ulfat hain mauj dariya, jiska nahi kinara maujo me ghir gaye hain, shahil ko dhundhte hain shahil ko dhundhte hain maujo me ghir gaye hain is ishq ne khabar hain, kya kya hain gul khilaye is ishq ne khabar hain, kya kya hain gul khilaye laila ko chahne wale, mehmil ko dhundhte hain mehmil ko dhundhte hain laila ko chahne waale