SONG: Dil Hoga To Mil Jayenge Dildar Hazaro - दिल होगा तो मिल जायेंगे दिलदार हज़ारो

Dil Hoga To Mil Jayenge Dildar Hazaro - दिल होगा तो मिल जायेंगे दिलदार हज़ारो

LYRICS:
dil hoga to mil jayenge dildar hazaro dil ke hai zamane me khariddar hazaro dil hoga to mil jayenge dildar hazaro dil ke hai zamane me khariddar hazaro humne to bujargo se yahi bat suni hai jo dur hasino se rahe wahi guni hai pathar ka dil inka hai to lohe ka jigar hai shishe ko bhi jo tod de wo inki nazar hai dil me hai wafa inke na aankho me mohabbat hai hoti hai hasino me nazakat ki nazakat sangin the itne hum ke ab kuch nahi kahte ab ishq me bekar ke gam hum nahi sahte dil hoga to mil jayenge dildar hazaro dil ke hai zamane me khariddar hazaro tarif ki mashhur kitabo me likha hai ek husn se jisne bhi yaha pyar kiya hai bedard zamane ne use dard diya hai pralaad bacha hai na mahiwal bacha hai wo kahi raha kaid mohabbat ki zagal me aur katal huya romiyo sahab ka chaman me hum isliye ishq me rote nahi din rat rakhte hai zamane se juda apne khayalat dil hoga to mil jayenge dildar hazaro dil ke hai zamane me khariddar hazaro laila ji huyi bechal uljhe huye gesu wo shok migaho se baraste huye jadu jo ek nazar dekh le duniya se gujar jaye jo maut se marte hai wo bhi bemaut hi mar jaye mar jaye to koi mar jaye inki bala se beraham hai aise darte khuda bhi ye husn pe jo itraye huye hai hum bhi na jhukenge ke kasam khaye huye hai dil hoga to mil jayenge dildar hazaro dil ke hai zamane me khariddar hazaro