SONG: Dil Hi Bujhaa Huaa Ho To Fasl-E-Bahaar Kyaa - दिल ही बुझा हुआ हो तो फ़सलें बहार क्या

Dil Hi Bujhaa Huaa Ho To Fasl-E-Bahaar Kyaa - दिल ही बुझा हुआ हो तो फ़सलें बहार क्या

LYRICS:
dil hi bujha hua ho to fasle bahar kya dil hi bujha hua ho to fasle bahar kya saki hansa, sharaab hansa, ab bazaar kya saki hansa, sharaab hansa, ab bazaar kya duniya se le chala hain jab hasrato ka bojh duniya se le chala hain jab hasrato ka bojh kafii nahi hain, sar pe gunaho ka bojh kya kafii nahi hain, sar pe gunaho ka bojh kya dil hi bujha hua ho to fasle bahar kya baadepana quzun hain naamo nisha kisi ke baadepana quzun hain naamo nisha kisi ke jab hum nahi rahe to rahega mazaar kya jab hum nahi rahe to rahega mazaar kya dil hi bujha hua ho to fasle bahar kya dil hi bujha hua ho to fasle bahar kya