SONG: Dil Hai Zaalim Nigaho Ka Mara - दिल है ज़ालिम निगाहों का मारा

Dil Hai Zaalim Nigaho Ka Mara - दिल है ज़ालिम निगाहों का मारा

LYRICS:
dil hai zalim nigaho ka mara dil hai zalim nigaho ka mara bechara jiya jiya diya na diya kya bharosha hai bolo tumhara kya bharosha hai bolo tumhara bechara jiya jiya diya na diya tumse mohabbat hum karte hai dil ki tamnna dil karta hai tumse mohabbat hum karte hai dil ki tamnna dil karta hai dur bade na muskil hai ab pas aake hi ji bharta hai jane dunia me milna hamara jane dunia me milna hamara kya bharosha hai bolo tumhara bechara jiya jiya diya na diya aaj to hamko tum ji bharke apna najara kar lene do aaj to hamko tum ji bharke apna najara kar lene do pal do pal hi armano se dil ka daman bhar lene do kya khabar nam tune hamara kya khabar nam tune hamara dobara liya liya liya liya na liya dil hai zalim nigaho ka mara bechara jiya jiya diya na diya tum ho suraj hum hai shabnam tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum tum ho suraj hai hai shabnam tum sab kuch ho kuch bhi nahi hai hum aaj tumhare samne aake jitni khushi hai utna hi gum ye khud jane hamne tumhara ye khud jane hamne tumhara najar kiya kiya kiya na kiya dil hai zalim nigaho ka mara bechara jiya jiya diya na diya kya bharosha hai bolo tumhara bechara jiya jiya diya na diya