SONG: Dil Hai Tumhari Yaad Ki Duniya Liye Huye - दिल है तुम्हारी याद की दुनिया लिये हुए

Dil Hai Tumhari Yaad Ki Duniya Liye Huye - दिल है तुम्हारी याद की दुनिया लिये हुए

LYRICS:
dil hai tumhari yaad ki duniya liye huye dil hai tumhari yaad ki duniya liye huye dil hai tumhari yaad ki duniya liye huye ek jaam hai sharab ka dariya liye huye ek jaam hai sharab ka dariya liye huye aankhe mila ke aapne jadu sa kar diya aankhe mila ke aapne jadu sa kar diya re dil ab tadap raha hai dil ab tadap raha hai tamnna liye huye dil ab tadap raha hai tamnna liye huye hanste the aap sunke muhabbat ki dastan hanste the aap sunke muhabbat ki dastan jate hai log mera janaja liye huye jate hai log mera janaja liye huye dil hai tumhari yaad ki duniya liye huye dil hai tumhari yaad ki duniya liye huye