SONG: Dil Hai Nishana Naino Ke Teer Ka - दिल है निशाना नैनो के तीर का

Dil Hai Nishana Naino Ke Teer Ka - दिल है निशाना नैनो के तीर का

LYRICS:
dil hai nishana naino ke tir ka war bachana ji naino ke tir ka thokar na khana babau ji o bhole bhale dil ko bachana babu ji o dil wale dil hai nishana naino ke tir ka war bachana ji naino ke tir ka dil ki lagi ka sun afasana shamma ki lau par hai parwana chhed nazar se koi tarana pyar me de de dil nazrana mausam suhana babu ji o bhole bhale range zaman babu ji o dil wale dil hai nishana naino ke tir ka war bachana ji naino ke tir ka pyar bhara dil aur ye jawani ek hai raja ek hai rani dono ki hai ek kahani ye bhi diwana vo bhi diwani hosh me aana babu ji o bhole bhale fir na pachtana babu ji o dil wale dil hai nishana naino ke tir ka war bachana ji naino ke tir ka nayi bahare naye nazare kitne hasi hai kitne pyare chhod na dena dil ke sahare hum hai tumhare tum ho humare dil hai diwana babu ji o bhole bhale isko samjhana babu ji o dil wale dil hai nishana naino ke tir ka war bachana ji naino ke tir ka thokar na khana babau ji o bhole bhale dil ko bachana babu ji o dil wale dil hai nishana naino ke tir ka war bachana ji naino ke tir ka