SONG: Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya Zindgi Bhar Ka Rajdar Gaya - दिल गया दिल का ऐतबार गया जिंदगी भर का राजदार गया

Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya Zindgi Bhar Ka Rajdar Gaya - दिल गया दिल का ऐतबार गया जिंदगी भर का राजदार गया

LYRICS:
dil gaya dil ka atbar gaya dil gaya dil ka atbar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya dil gaya dil ka atbar gaya ho iski aabru hai tere hath iski aabru hai tere hath dekh le mehfil me khul na jaye ghat dekh apna koi akhtiyar gaya dil gaya dil ka atbar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya thamja phul ke na khilne me thamja phul ke na khilne me look tha aapke na milne me aaj se lut ke intzar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya humko aadat nahi machalne ki humko aadat nahi machalne ki koi surat nahi bahlne ki koi surat nahi bahlne ki bewafa kar ke dil karar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya ab na kasti na ab kinara hai ab na kasti na ab kinara hai ab khuda ka hi ek sahara hai na khuda bich me taar gaya hai dil gaya dil ka aetbar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya