SONG: Dil Gaya Dil Gaya - दिल गया दिल गया

Dil Gaya Dil Gaya - दिल गया दिल गया

LYRICS:
dil gaya dil gaya dil gaya mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho mera saiyan mujhe mil gaya mili jabse hai tujhse nigahe koi gul ye ajab khil gaya koi gul ye ajab khil gaya mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho mera saiyaan mujhe mil gaya bahti ruk ruk ke thandi hawa kaho gup chup ye kahti hai kya bahti ruk ruk ke thandi hawa kaho gup chup ye kahti hai kya meri dhadkan machalne lagi dil ki duniya badalne lagi kiya kismat ne jadu naya kiya kismat ne jadu naya mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho mera saiyan mujhe mil gaya teri surat ye bholi adaa dekhte hi mujhe kya hua teri surat ye bholi adaa dekhte hi mujhe kya hua koi aankho me chhane laga naye sapne dikhane laga chha gaya chha gaya kya nasha chha gaya chha gaya kya nasha mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho mera saiyan mujhe mil gaya jaha chhup chhup ke hum tum mile wahi dil dushmano ke jale jaha chhup chhup ke hum tum mile wahi dil dushmano ke jale jo jale unko jalne bhi do main tumhari hun tum mere ho mera saiyan, mera saiyan mujhe mil gaya ho mera saiyan mujhe mil gaya dil gaya dil gaya dil gaya mera saiyaan mujhe mil gaya