SONG: Dil Gam Se Jal Rahaa Hai Jale, Par Dhuaan Na Ho - दिल ग़म से जल रहा है जले, पर धुआँ न हो

Dil Gam Se Jal Rahaa Hai Jale, Par Dhuaan Na Ho - दिल ग़म से जल रहा है जले, पर धुआँ न हो

LYRICS:
dil gam se jal raha hai, jale par dhua na ho dil gam se jal raha hai, jale par dhua na ho mumkin hai iske baad koi imtiha na ho koi imtiha na ho mumkin hai iske baad koi imtiha na ho koi imtiha na ho duniya to kya khuda se bhi ghabrake kah diya duniya to kya khuda se bhi ghabrake kah diya ghabrake kah diya wo meharba nahin, to koi meharba na ho koi meharba na ho dil gam se jal raha hai, jale par dhua na ho luta khushi ne aag laga di bahar ne luta khushi ne aag laga di bahar ne aag laga di bahar ne barbad is tarha bhi kisi ka jahan na ho kisi ka jahan na ho dil gam se jal raha hai, jale par dhua na ho ab to wahi sukun milega mujhe jaha ab to wahi sukun milega mujhe jaha jaha mujhe milega jahan ye sangdil jamin na ho, aasma na ho jamin, aasma na ho dil gam se jal raha hai, jale par dhua na ho