SONG: Dil Fida Karte Hai - दिल फ़िदा करते है कुर्बान जिगर करते

Dil Fida Karte Hai - दिल फ़िदा करते है कुर्बान जिगर करते

LYRICS:
dil fida karte hai kurban jigar karte hai dil fida karte hai kurban jigar karte hai pas jo kuch bhi hai mata ki najar karte hai pas jo kuch bhi hai mata ki najar karte hai dil fida karte hai kurban jigar karte hai tut jaye na kahi wada ye aajadi ka tut jaye na kahi wada ye aajadi ka khun se apne ise isliye tar karte hai khun se apne ise isliye tar karte hai koi mata ki ummio pe laga le boli koi mata ki ummio pe laga le boli jindagi bhae ka bhed bata de koi jindagi bhae ka bhed bata de koi andhiyara door kiya karte hai rah rah ke hamko bhi pala tha maa bap ne dukh sah sah kar par ab deewar par najar rakhte hai ?