SONG: Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai - दिल-ए-नादान तुझे हुआ क्या है

Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai - दिल-ए-नादान तुझे हुआ क्या है

LYRICS:
dile nadan tujhe hua kya hai akhir is dard ki dawa kya hai dile nadan tujhe hua kya hai ham hai mushtakh aur vo bejat ham hai mushtakh aur vo bejat ya ilahi ye majra kya hai dile nadan tujhe hua kya hai mai bhi muh me zaban rakhta hu mai bhi muh me zaban rakhta hu kash pucho ke mudda kya hai dile nadan tujhe hua kya hai hamko unse wafa ki hai ummid hamko unse wafa ki hai ummid jo nahi jante wafa kya hai dile nadan tujhe hua kya hai jaan tum par nisar karta hu jaan tum par nisar karta hu mai nahi janta dava kya hai dile nadan tujhe hua kya hai akhir tere dukh ki dawa kya hai dile nadan tujhe hua kya hai jaan tum par nisar karta hu jaan tum par nisar karta hu mai nahi janta dava kya hai dile nadan tujhe hua kya hai akhir tere dukh ki dawa kya hai