SONG: Dil-e-Nadaan LyricsAyushmann Khurrana,Shweta Subram

Dil-e-Nadaan LyricsAyushmann Khurrana,Shweta Subram

LYRICS:
Dil-e-Nadaan Lyrics Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai Aakhir iss dard ki dava kya hai Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai Humko unse wafaa ki hai umeed Humko unse wafaa ki hai umeed Humko unse wafaa ki hai umeed Unko unse wafaa ki hai umeed Jo nahi jaante wafa kya hai Jo nahi jaante wafa kya hai Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..Jaan tum par nissar karta hoon Jaan tum par nissar karta hoon Jaan tum par nissar karta hoon Main nahi jaanta duaa kya hai Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..Maine maana ki kuch nahi Ghalib Maine maana ki kuch nahi Ghalib Muft aaye toh buraa kya hai Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..Dil-e-Nadaan (Reprise) Lyrics:Aag ka dariya doob ke jaana Ishq nahi aasaan, aasaan ho Ishq nahi aasaan..Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai Aakhir iss dard ki dava kya hai Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai Humko unse wafaa ki hai umeed Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed Jo nahi jaante wafaa kya hai Jo nahi jaante wafaa kya hai Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai Jaan tum par nissar karta hoon Jaan tum par nissar karta hoon Jaan tum par nissar karta hoon Main nahi jaanta duaa kya hai Main nahi jaanta duaa kya hai Main nahi jaanta duaa kya hai Dil-e-nadaan tuje hua kya hai Aag ka dariya doob ke jaana Ishq nahi aasaan, aasaan ho Ishq nahi aasaan Maine maana ke kuch nahi Ghalib Maine maana ke kuch nahi Ghalib Muft haath aaye toh bura kya hai Muft haath aaye toh bura kya hai Dil-e-naadaan tujhe huaa kya hai Written by:Mirza Ghalib More Songs