SONG: Dil-E-Naashaad Ko Jine Ki Hasarat Ho Gayi Tum Se - दिल-ए-नाशाद को जीने की हसरत हो गई तुम से

Dil-E-Naashaad Ko Jine Ki Hasarat Ho Gayi Tum Se - दिल-ए-नाशाद को जीने की हसरत हो गई तुम से

LYRICS:
dil-e-nashaad ko jine ki hasrat ho gayi tum se mohabbat ki kasam ham ko mohabbat ho gayi tum se dam-e-aakhir chale aaye bada ehasaa kiya tum ne dam-e-aakhir chale aaye bada ehasaa kiya tum ne hamaari maut kitni khubsurat ho gayi tum se hamaari maut ha hamaari maut kitni khubsurat ho gayi tum se kahaa tak koi tadpe maan jaao, maan bhi jaao kahaa tak koi tadpe maan jaao, maan bhi jaao ke dil ki baat kahte ek muddat ho gayi tum se ke dil ki baat ha ke dil ki baat kahte ek muddat ho gayi tum se dil-e-nashaad ko jine ki hasrat ho gayi tum se mohabbat ki kasam ham ko mohabbat ho gayi tum se