SONG: Dil-E-Betaab Ko Sine Se Lagana Hoga - दिल-ए-बेताब को सीने से लगाना होगा

Dil-E-Betaab Ko Sine Se Lagana Hoga - दिल-ए-बेताब को सीने से लगाना होगा

LYRICS:
dil-e-betab ko sine se lagana hoga aaj parda hai to kal samane aana hoga aapko pyar ka dastur nibhana hoga dil jhukaya hai to sar ko bhi jhukana hoga dil-e-betab ko sine se lagana hoga apni surat ko tu ae jan-e-wafa yu na chhupa garmi-e-husn se jal jaye na anchal tera lag gayi aag to mujhko hi bujhana hoga dil jhukaya hai to sar ko bhi jhukana hoga dil-e-betab ko sine se lagana hoga aaj alam hai jo dil ka wo bataye na bane pas aaye na bane, dur bhi jaye na bane mai hu madhosh mujhe hosh me lana hoga aaj parda hai to kal samane aana hoga aapko pyar ka dastur nibhana hoga aap to itane karib a gaye allah, toba kya kare apse takara gaye touba, touba ishq in bato se ruswa-e-jamana hoga dil-e-betab ko sine se lagana hoga