SONG: Dil Do Nainon Mein, Bura Hua Ya Bhala Hua - दिल दो नैनों में ,बुरा हुआ या भला हुआ

Dil Do Nainon Mein, Bura Hua Ya Bhala Hua - दिल दो नैनों में ,बुरा हुआ या भला हुआ

LYRICS:
dil do naino me kho gaya bura hua ya bhala hua jo hona tha so ho gaya bura hua ya bhala hua maine dil se kaha ye ulfat hai dushvar hai ulfat ki rahe maine dil se kaha jhutha jag hai jhuthe jag ki jhuthi chahe maine dil se kaha ye ulfat hai dushvar hai ulfat ki rahe maine dil se kaha jhutha jag hai jhuthe jag ki jhuthi chahe dil phir bhi tumhara ho gaya bura hua ya bhala hua dil do naino me bura hua ya bhala hua jag bana hai jab se tumhi kaho kisne dil dekar sukh paya jag bana hai jab se tumhi kaho is husn ne kise na thukraya jag bana hai jab se tumhi kaho kisne dil dekar sukh paya jag bana hai jabase tumhi kaho is husn ne kise na thukraya dil phir bhi tumhara ho gaya bura hua ya bhala hua dil do naino me bura hua ya bhala hua