SONG: Dil Diya Hai Aapne To Mehrbani Aapki - दिल दिया है आपने तो मेहरबानी आपकी

Dil Diya Hai Aapne To Mehrbani Aapki - दिल दिया है आपने तो मेहरबानी आपकी

LYRICS:
dil diya hai aapne to meharbani aapki meharbani aapki ham na ab wapas karenge ye nishani aapki ye nishani aapki dil diya hai aapne to meharbani aapki meharbani aapki shukriya kahte ham is tohfe ko karte hai kabul shukriya kahte ham is tohfe ko karte hai kabul ja se pyara hai hame bage mohabbat ka ye phul ja se pyara hai hame bage mohabbat ka ye phul hum to kis kabil the ye hai kadardani aapki dil diya hai aapne to meharbani aapki meharbani aapki ham na ab wapas karenge ye nishani aapki ye nishani aapki aap aaye meri dunia me inayat sukriya aap aaye meri dunia me inayat sukriya muskurahat lab pe aankho me mohabbat sukriya muskurahat lab pe aankho me mohabbat sukriya ab hua malum ham hai jindgani aapki meharbani aapki dil diya hai aapne to meharbani aapki meharbani aapki ham na ab wapas karenge ye nishani aapki ye nishani aapki dil diya hai aapne to meharbani aapki meharbani aapki