SONG: Dil Dil Se Mila Kar Dekho (Male Version) - दिल दिल से मिला कर देखों

Dil Dil Se Mila Kar Dekho (Male Version) - दिल दिल से मिला कर देखों

LYRICS:
dil dil se mila kar dekho nazron mein sama kar dekho apna to bana kar dekho hoti hai mohabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein sama kar dekho apna to bana kar dekho hoti hai mohabbat kya hum pyaar mein kho gaye aise pardes mein raahi jaise hum pyaar mein kho gaye aise pardes mein raahi jaise ulfat ka nasha jab ho hi gaya daaman ko chhudaaye kaise nazaren to uthaa kar dekho vo teer chalaa kar dekho apna to bana kar dekho hoti hai mohabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein sama kar dekho apna to bana kar dekho hoti hai mohabbat kya lahra ke hawa jab aayi phir dasne lagi tanhaayi lahra ke hawa jab aayi phir dasne lagi tanhaayi dil pahuncha vahan dilbar tha jahan lo bajne lagi shehnayi dil mein to bitha kar dekho kuchh paas to aa kar dekho apna to bana kar dekho hoti hai mohabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein sama kar dekho apna to bana kar dekho hoti hai mohabbat kya