SONG: Dil Dhadke Nazar Sharmaye - दिल धड़के नजर शर्माये

Dil Dhadke Nazar Sharmaye - दिल धड़के नजर शर्माये

LYRICS:
dil dhadke nazar sharmaye, dil dhadke nazar sharmaye to samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaye to samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya raaton ko neend na aaye to samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya ho o ankhiyan din ko sapne dekhe paagal manwa dole ho o meetha meetha dard uthe jab dil mein haule haule aur yaad kisi ki aaye jiya bhar aaye to samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya dil dhadke pyaar ho gaya chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela tasveer si ek ban jaaye nazar na aaye to samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaye to samjho pyaar ho gaya, pyaar ho gaya