SONG: Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai - दिल दे के दर्दे मोहब्बत लिया हैं

Dil De Ke Darde Mohabbat Liya Hai - दिल दे के दर्दे मोहब्बत लिया हैं

LYRICS:
dil de ke darde mohabbat liya hai dil de ke darde mohabbat liya hai soch samajh ke ye sauda kiya hai ab jo hoga dekha jayega haye jo hoga dekha jayega humko zamane ki parwah hi kya hai kaise bhula de jo wada kiya hai ab jo hoga dekha jayega haye jo hoga dekha jayega hosh nahi hume sham-o-sahar hosh nahi hume sham-o-sahar hum raahe kyu takte hai dil me hai wo kahin dur nahi jab chahe mil sakte hai chah ke mohabbat jala to liya hai ab jo hoga dekha jayega haye jo hoga dekha jayega humko zamane ki parwah hi kya hai kaise bhula de jo wada kiya hai ab jo hoga dekha jayega haye jo hoga dekha jayega dil ki lagi koi khel nahi dil ki lagi koi khel nahi darna kya ghabrana kya kaun hai jo hume rok sake apna kya begana kya khuda ke bharose irada kiya hai ab jo hoga dekha jayega haye jo hoga dekha jayega dil de ke darde mohabbat liya hai soch samajh ke ye sauda kiya hai ab jo hoga dekha jayega haye jo hoga dekha jayega humko zamane ki parwah hi kya hai kaise bhula de jo wada kiya hai ab jo hoga dekha jayega haye jo hoga dekha jayega