SONG: Dil Dard Se Bharpur Hai Aankho Me Hai Pani - दिल दर्द से भरपूर हैं, आँखों में हैं पानी

Dil Dard Se Bharpur Hai Aankho Me Hai Pani - दिल दर्द से भरपूर हैं, आँखों में हैं पानी

LYRICS:
dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani arman sisakte hai, tadapti hai jawani arman sisakte hai, tadapti hai jawani o rokne walo o rokne walo, mujhe milne se na roko mujhe milne se na roko wo mera wo mera diwana hai, main uski diwani wo mera diwana hai, main uski diwani tadapti hai jawani dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani ye dard bhara dil liye, kis duniya me aaya ye dard bhara dil liye, kis duniya me aaya bedard zamane ne teri kadar na jaani bedard zamane ne teri kadar na jaani tadapti hai jawani dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani mai chup rahu mai chup rahu, to bhi meri roti huyi aankhe mai chup rahu mai chup rahu, to bhi meri roti huyi aankhe logo ko sunati thi, mere dil ki kahani logo ko sunati thi, mere dil ki kahani mere dil ki kahani, tadapti hai jawani dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani