Dil Darbadar LyricsAnkit Tiwari
LYRICS:
Dil Darbadar
Lyrics Hai maun mein doobi duniya Tera qissa kaun sunaaye
Jo kahe, tujhe na jaane Jo jaane, keh na paaye
Khwaabon ka musafir namaazi na kaafir
Saaiyaan ye bata de kahan hu main aakhir Ye kaisi hai teri aankh micholi
Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar mera dil darbadar Tu mera hi saaya Main teri hi chaaya Main tere
bina zaaya
Ragon mein bahaa tu Nazar mein rahaa tu Magar na nazar aaya Tujh se hi chal ke main guzra
Tujhpe hi aa thehra re Tu mujhko main tujhko
Jaata hai kya mera Ye kaisi hai teri aankh-micholi
Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar mera dil darbadar Main shaakhon se toota
Hawaoon se rootha Udaa ja raha hoon kahaan
Aa jaaun kahin main
Khilunga wahin mein Mile mujhko tu jahaan
Aa mil ja mujhse me kabse dekhun teri raahein
Beeta ek arsa main tarsa ab khol de baahein Ye kaisi hai teri aankh-micholi
Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar hai..Darbadar..
darbadar dil hai Hai dil darbadar Dil darbadar hai…Written by:Manoj
Muntashir More Songs