SONG: Dil Bhi Mit Jaye To Ulfat Dil Se Jane Ki Nahi - दिल भी मिट जाए तो उल्फत दिल से जाने की नहीं

Dil Bhi Mit Jaye To Ulfat Dil Se Jane Ki Nahi - दिल भी मिट जाए तो उल्फत दिल से जाने की नहीं

LYRICS:
dil bhi mit jaye to ulfat dil se jane ki nahi jindgi teri amanat hai jamane ki nahi rate jaga ke sapne saja ke kaliya chuni hai tere haar ke liye ho baithe bithaye hamne to duniya luta di tere pyar ke liye rate jaga ke sapne saja ke kaliya chuni hai tere haar ke liye jabse mila hai tera sahara chamka hai mere dil ka sitara tu jo bhi de vo hamko gwara khushiya bhi pyari gam bhi hai pyara ho chahe bana de chahe mita de hum hai nishana tere var ke liye ho rate jaga ke sapne saja ke kaliya chuni hai tere haar ke liye o sidhe sadhe o bhole bhale mera jaha hai tere hawale tu jispe jadu najaro ka dale sambhalega dil vo sambhale sari umange sari tarange machli hui hai sarkar ke liye ho rate jaga ke sapne saja ke kaliya chuni hai tere haar ke liye jab se mili hai tujhse nigahe mahki hui hai mere sapno ki rahe le le duaye de de panahe bas me nahi hai betab bahe haye dil bhi hai tera jaan bhi hai teri dono bane dildar ke liye ho rate jaga ke sapne saja ke kaliya chuni hai tere haar ke liye ho baithe bithaye hamne to duniya luta di tere pyar ke liye ho rate jaga ke