SONG: Dil Bekarar Mera Kare Intezar Tera - दिल बेकरार मेरा, करे इंतज़ार तेरा

Dil Bekarar Mera Kare Intezar Tera - दिल बेकरार मेरा, करे इंतज़ार तेरा

LYRICS:
dil bekrar mera, kare intezar tera ro ro ke ho raha hain, har raat ka savera khoi hui hain raahe bechain hain nigahe chhaya hua hain gam ka, charo taraf andhera dil bekrar mera majburiyo ke bandhan, aa jao tod kar bhi taarifiya kaha hain, dhokhe hai ye najr ke raaho me shamma ban kar, dil jal raha hain mera ro ro ke ho raha hain, har raat ka savera dil bekrar mera yu kaid kar liya hain, saiyad ne kafas me jina na apne bas me, marna na apne bas me marna na apne bas me kuchh is tarah se mujhko, barbadiyo ne ghera chhaya hua hain gam ka charo taraf andhera dil bekrar mera, kare intezar tera