SONG: Dil Aaj Mera Gaane Laga Geet Pyaar Ke - दिल आज मेरा गाने लगा गीत प्यार के

Dil Aaj Mera Gaane Laga Geet Pyaar Ke - दिल आज मेरा गाने लगा गीत प्यार के

LYRICS:
dil aaj mera gane laga geet pyar ke dil aaj mera dil aaj mera gane laga geet pyar ke lo dhire dhire aa hi gaye din bahar ke ha din bahar ke dil aaj mera gane laga geet pyar ke sawan ki kali kali ghata ghir ke aa gayi ho ghata ghir ke aa gayi aankho me dekhiye ye masti si cha gayi aji masti si cha gayi kahta hai phul phul se bulbul se pukare ke lo dhire dhire aa hi gaye din bahar ke ha din bahar ke dil aaj mera gane laga geet pyar ke dil aaj mera gane laga geet pyar ke aye dil mere na ho tu abhi tu itna bekarar itna bekarar rahna hai tujko banke kisi ke gale ka har ho gale ka har do char din hai or abhi tere intzar ke dil aaj mera gane laga geet pyar ke dil aaj mera gane laga geet pyar ke pahlu me aaj dil mera aise machal gaya aise machal gaya jaise kisi ka teer chale kaleje pe chal gaya dil pe chal gaya lo tar tar baje dil ke sitar ke aji dil ke sitar ke dil aaj mera gane laga geet pyar ke dil aaj mera dil aaj mera gane laga geet pyar ke lo dhire dhire aa hi gaye din bahar ke ha din bahar ke aaye din bahar ke aaye din bahar ke