Dhuan Dhuan - धुआँ धुआँ
LYRICS:
dhuan dhuan dhundh mei khoyi chandaniya
lori sunaaun mai kya nam aankhon mei dubi sapaniya
lori sunaaun mai kya lori sunaaun mai kya
raat bujhaaun mai kya neendein bulaaun mai kya
pathrile takiye pe soti re duniya lori sunaaun mai kya
saansein zehar mei piroti re duniya lori sunaaun mai kya
maile maile baadal ki chaadar mei
chaand soya to jaaga nahi sune sune ambar ne bhi had ki
chhoda aasha ka tara nhi dil ka dil se yahan koi naata nahi
dard hota to hai aansu aata nhi aansu aata nahi
dhuan dhuan dhundh mei khoyi chandaniya
lori sunaaun mai kya nam aankhon mein dubi sapaniya
lori sunaaun mai kya