SONG: Dhool Me Jaise Chhupa Phool - धूल में जैसे छुपा फूल

Dhool Me Jaise Chhupa Phool - धूल में जैसे छुपा फूल

LYRICS:
dhul me jaise chhupa phul aur chhupi phul me bat mati ke putle vaise hi parbhu hai tere pas kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar jat pat ke jhute bandhan mane jo insan wo murakh karta hai jag ke malik ka apman jat pat ke jhute bandhan mane jo insan wo murakh karta hai jag ke malik ka apman aapas me jo unch nich ki khadi kare diwar kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar nil gagan ko dekh raha kyu o parani nadan tu chahe to mil sakta hai dharti par bhagwan nil gagan ko dekh raha kyu o parani nadan tu chahe to mil sakta hai dharti par bhagwan dekh kisi ke dukhiya dil me data ka darbar milega phir tujhko kartar kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar kare na jo bando se pyar milega kya usko kartar