SONG: Dheere Bol Bairan Payaliya - धीरे बोल बैरन पायलिया

Dheere Bol Bairan Payaliya - धीरे बोल बैरन पायलिया

LYRICS:
dheere bol bairan payaliya dheere bol bairan payaliya koi sun le na desh paraya hai dheere bol bairan payaliya yahan lakhon hai jaadugar chhaliya yahan lakhon ne chain gawaya hai dheere bol bairan payaliya yahan preet ki reet na jane koi yahan pyar ko na pahchane koi yahan preet ki reet na jane koi yahan pyar ko na pahchane koi na na karte lut jayenge, kitno ne dhokha khaya hai, dheere bol bairan payaliya main anjaan hu bholi-bhali re dar lage umar mori baali re main anjaan hu bholi-bhali re dar lage umar mori baali re kaliyon ko khilne se pahle bhanwron ne ghat lagaya hai dheere bol bairan payaliya yahan ras ke lobhi rasiye hain aur roop ke lobhi chhaliye hain koi sunder panchhi ud na sake lakhon ne jaal bichhaya hai dheere bol bairan payaliya koi sun le na desh paraya hai dheere bol bairan payaliya