SONG: Dharti Mata Ban Ke Sahara - धरती माता बन के सहारा

Dharti Mata Ban Ke Sahara - धरती माता बन के सहारा

LYRICS:
dharti mata ban ke sahara manjil meri bata dena mil na sake jo manjil merigod me mujhe sula lena jaye kaha ye piya ki joganiya jaye kaha ye piya ki joganiya apne dulha ki ye anokhi re dulhaniya jaye kaha ye piya ki joganiya takdir ne ki ye kaisi thitholi takdir ne ki ye kaisi thitholi dulhan ke hatho me dulha ki doli chali re chali re dekho pi ki sajaniya jaye kaha ye piya ki joganiya apne dulha ki ye anokhi re dulhaniya jaye kaha ye piya ki joganiya daya karo hey gagan devta kyu agni barsai jale hue ko aur jala ke ye kaisi nithurai kaha chhupe ho nil gagan ke kale badal aao mere piya ki pyas bhujao amrit jal barsao ghumad ghumad kar aao amrit jal barsao ghumad ghumad kar aao jaye kaha ye piya ki joganiya jaye kaha ye piya ki joganiya apne dulha ki ye anokhi re dulhaniya jaye kaha ye piya ki joganiya chhaya kaisa ghor andhera isko parbhu mitao kan kan me pate pate me apna taiz dikhao chanda chamko taro chamko jugnu damak dikhao bina tel bati ke jag me jagmag jyoti jagao jagmag jyoti jagao jagmag jyoti jagao jaye kaha ye piya ki joganiya