SONG: Dharti Kyon Viparit Hui (Ruk Jao Banvasi Ram) - धरती क्यूँ विपरीत हुई (रुक जाओ बनवासी राम)

Dharti Kyon Viparit Hui (Ruk Jao Banvasi Ram) - धरती क्यूँ विपरीत हुई (रुक जाओ बनवासी राम)

LYRICS:
dharti kyu viprit hui or kyu virudh aaksash hua abhi abhi tha rajtilak rajtilak or abhi abhi banwas hua ek or the vachan pita ke vachan vijayi mata ki chal ek or tha awadhpuri ka vaibhaw shali rajya vishal ram tumhare amar tyag ko bhul nahi sakta itihas mahlo ka madhupas chodkar apnaya ban ka banwas ruk jao more ram pyasi anhkiya tumhe pukare pyasi anhkiya tumhe pukare ruk ja o ban basi ram ek pal bhar jhalak dekh le palke karle tumhe parnam ruk jao ruk ja o ban basi ram ruk jao more ram jiwan ke sringar sajaye hamne ghar ghar deep jalaye kisne kiya parhar ke mangal mala ke moti bikhraye aasha ke mangal geeto par aasha ke mangal geeto par chale lagakar puran viram ruk jao ruk ja o ban basi ram ruk jao more ram tum raghukul ki shan le chale hum sab ki muskan le chale awadh puri se vida hue kya avadhpuri ke pran le chale aasha me kya chupi nirasha sukh hai kya dukh ka upnam ruk jao ruk ja o ban basi ram ruk jao more ram