SONG: Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar Ja Raha Hai - अर्थी नहीं नारी का संसार जा रहा है

Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar Ja Raha Hai - अर्थी नहीं नारी का संसार जा रहा है

LYRICS:
dulhan bani ek abhagini piya ki arthi leke chali sati hone chali wo suhagani arthi nahi nari ka sansar ja raha hai bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai bajta tha jivan git do sanso ke taro me do sanso ke taro me tuta hai dukh ka tar wo ja raha hai bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai jalna tha tab tak tan ki jalti rahe chingari jalti rahe chingari jalna tha tab tak tan ki jalti rahe chingari ujle ko ab jivan ka angar ja raha hai bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai aise bichhde do sathi bhavsagar ki laharo me aise bichhde do sathi sajni majhdar sajan us par ja raha hai bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai bhagwan tere ghar ka singar ja raha hai