SONG: Dharti Gaye Re, Aaye Re Khushi Ke Din Aaye Re - धरती गाये रे आये रे खुशी के दिन आये रे

Dharti Gaye Re, Aaye Re Khushi Ke Din Aaye Re - धरती गाये रे आये रे खुशी के दिन आये रे

LYRICS:
rakhe ram salamat ek hal do bailo ki jodi humko kahe ka gum baju pakke te chati chaudi dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye aaye re dharti gaye re gaye re khushi ke din aaye aaye re dharti gaye re mittti me sab milta hai mitti se sab khilta hai are aaj mile ya kal mile mehnat ka fal milta hai gaye re khushi ke din aaye aaye re dharti gaye re hal ke sath banate hai dharti pe hum taswire hal ke sath banate hai dharti pe hum taswire apne hatho se lekhte hai apni hum takdire kam karte karte humko hai marna jina pani kam hai to kya hai bahne do khun pasina jo baitha aakash ko dekhe wo piche pachtaye re aaye re khushi ke din aaye aaye re dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye aaye re dharti gaye re jaldi jaldi hath chalao sathi bij hai bona jaldi jaldi hath chalao sathi bij hai bona beej pade par is mitti se paida hoga sona apni kaun sunega hum kiska nam pukare sabse achha apni bigdi aap saware bigdi aap saware wo bhukha kyu rahe bhala jo sabki bhukh mitaye re dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye re dharti gaye re dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye re dharti gaye re jhum uthi fasle kheto ki khatam huyi rakhwali jhum uthi fasle kheto ki khatam huyi rakhwali ab katenge hali angan bhar jayenge khali sab hatho me daratiya leke jab nekle gawo me sab hatho me daratiya leke jab nekle gawo me nach uthi panihariya pahan ke jhanjhar paw me khwab kisano ke lahrate kheto me lahraye re dharti gaye re aaye re khushi ke din aaye aaye re dharti gaye re rakhe ram salamat ek hal do bailo ki jodi humko kahe ka gum baju pakke te chati chaudi