SONG: Dharati Ki God Me, Aasman Ke Chhanv Me - धरती की गोद में, आसमाँ के छाँव में

Dharati Ki God Me, Aasman Ke Chhanv Me - धरती की गोद में, आसमाँ के छाँव में

LYRICS:
dharati ki god me, aasman ke chhanv me kab se khada hai yah taj dharati ki god me, aasman ke chhanv me kab se khada hai yah taj chhupaye mann me mohabbat ka raj ke sun lo iski dil ki aawaz duniya ke aashiko, duniya ke premiyo duniya ke aashiko, duniya ke premiyo sun lo mohabbat ka raj patni ke vaste biwi ke vaste banta yaha aisa taj banta yaha aisa taj biwi ko chhod ke gairo se jod ke tode jo apno se prit paiso ke vaste aisi mehlo me, gaya nahi jaye git kabhi gaya nahi jaye git begam ke rup me soya hai pyar yaha begam ke rup me soya hai pyar yaha aahista aahista bol, aahista aahista bol apne jigar ko shehanshah ke iss premi kaleje se tol mandir yeh pyar ka, tirath sansar ka ulfat ka hai yeh majahar, ulfat ka hai yeh majahar bhatake huye ko kehata hai bar bar sun lo re iss ki pukar, sun lo re iss ki pukar sun lo re iss ki pukar, sun lo re iss ki pukar