SONG: Dhanya Dhanya Hai Avadhpuri - धन्य धन्य हैं अवधपुरी

Dhanya Dhanya Hai Avadhpuri - धन्य धन्य हैं अवधपुरी

LYRICS:
dhanya dhanya hai avadhpuri dhanya waha ki phulwari jaha ram ne janam liya hai dhanya waha ke nar nari dhanya waha ke nar nari avadhpuri ke uttar disha dariyo ki dhara bahti hai raja dasrath raj kare aur parja chain se rahti hai parja chain se rahti hai ann dhan se bharpur ayodhya teen lok se hai nyari jaha ram ne janam liya hai dhanya waha ke nar nari dhanya waha ke nar nari cham cham karti chali kamini hal solah singar kiye aankho me sansar liye hatho me sundar har liye satvanti hai sabhi nariya sat par apne balihari jaha ram ne janam liya hai dhanya waha ke nar nari dhanya waha ke nar nari ram lakhan aur bharat shatrughan char ratan hai raja ke jinme sabse bade ram hai pran pyare parja ke pran pyare parja ke ram liye dhanwan rakshaso ke marne ki hai bari jaha ram ne janam liya hai dhanya waha ke nar nari dhanya waha ke nar nari