SONG: Dhani Chunri Pahan Sajke Banke Dulhan - धानी चुनरी पहन सजके बनके दुल्हन

Dhani Chunri Pahan Sajke Banke Dulhan - धानी चुनरी पहन सजके बनके दुल्हन

LYRICS:
dhani chunari pahan dhani chunari pahan, sajke banke dulhan jaungi unke ghar, jinse laagi lagan aayenge jab sajan, aayenge jab sajan jeetne mera man kuch na bolungi mai, mukh na kholungi mai baj uthegi hare kanch ki chudiya ye kahengi hare kanch ki chudiya kanch ki chudiya, kanch ki chudiya chute mata pita chute mata pita, chhute vo balapan kheli mai jiske sang, pure solah savan deke tan aur man deke tan aur man, mai manau sajan teri baaho me ho, mera jivan maran ye kahengi hare kanch ki chudiya vada legi hare kanch ki chudiya kanch ki chudiya, kanch ki chudiya do salone vachan do salone vachan, tumko meri qasam ye qasam pyar ki, ye rasam pyaar ki ab nibhana sajan ab nibhana sajan, mat bhulana sajan jao parades to, jaldi aana sajan vada legi hare kanch ki chudiya fir kahengi hare kanch ki chudiya baj uthegi hare kanch ki chudiya kanch ki chudiya, kanch ki chudiya