SONG: Dhan Se Bandhe Preet Ka Bandhan - धन से बंधे प्रीत का बंधन

Dhan Se Bandhe Preet Ka Bandhan - धन से बंधे प्रीत का बंधन

LYRICS:
dhan se bandhe preet ka bandhan ye kaahen ki preet roop na dekhe daulat dekhe ye is jag ki reet saji sajaye dulhan rah gayi baabul neer bahaye ho duniya waalo kaisa tumhara nyaay saji sajaye dulhan rah gayi baabul neer bahaye ho duniya waalo kaisa tumhara nyaay bah gaye armaa aanshu banke ho o phul bane angare baap chhupay muh beti se aaj sharm ke maare maiyaa roye sau sau aanshu dwaar se doli lauti jaaye ho duniya waalo kaisa tumhara nyaay saji sajaye dulhan rah gayi baabul neer bahaye ho duniya waalo kaisa tumhara nyaay dhan ke liye nirdhan ki beti ho o bin byahi rah jaaye duniya ki in rasmo ko bhawaan aag lag jaaye bhagwaan aag lag jaaye maathe laga hai daag jo kaala isko kaun mitaye ho duniya waalo kaisa tumhara nyaay saji sajaye dulhan rah gayi baabul neer bahaye ho duniya waalo kaisa tumhara nyaay