SONG: Dhalki Jaye Chunadriya Hamari Ho Ram - ढलकी जाये चुन्दरिया हमारी हो राम

Dhalki Jaye Chunadriya Hamari Ho Ram - ढलकी जाये चुन्दरिया हमारी हो राम

LYRICS:
dhalaki jaaye chunariya hamari ho raam dhalaki jaaye chunariya hamari ho raam pi se mil ke bahakane ke din aaye ho pi se mil ke bahakane ke din aaye ho dhalaki jaaye jaise thandi pawan ban ke pyar aa gayi jaise thandi pawan ban ke pyar aa gayi jaise chupake se ban me bahaar aa gayi phul ban ke ho phul ban ke mahakane ke din aaye ho dhalaki jaaye chunariya hamari ho raam dhalaki jaaye mai to sapno ki bagiya me dolungi re mai to sapno ki bagiya me dolungi re ban ki ban ke koyaliya mai bolungi re daali daali ho daali daali chahakane ke din aaye ho dhalaki jaaye dhalaki jaaye chunariya hamari ho raam pi se mil ke bahakane ke din aaye ho dhalaki jaaye