SONG: Dhadke Mera Dil Mujhko - धड़के मेरा दिल मुझको

Dhadke Mera Dil Mujhko - धड़के मेरा दिल मुझको

LYRICS:
dhadke mera dil mujhko jawaani ram qasam na bhaaye bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye dhadke mera dil mujhko jawaani ram qasam na bhaaye bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye ho o o ho o o rum-jhum rum-jhum aayi hai aayi hai ho o rum-jhum rum-jhum aayi hai aayi hai ho o saawan ki rut alabeli, saawan ki rut alabeli baadal garje bijli chamke, baadal garje bijli chamke kaise rahu mai akeli, kaise rahu mai akeli ho kaise rahu mai akeli kaun sune baalam bin dil ki baat kahi na jaaye bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye ho o o o ek to thandi pawan chale, pawan chale ho o o o ek to thandi pawan chale, pawan chale ho o aur dil khaaye hichkole, aur dil khaaye hichkole duje mundere kaaga bole, duje mundere kaaga bole sun ke mera man dole, sun ke mera man dole ho sun ke mera man dole bal-bal jaau kaaga par jo pi ka sandesa laaye bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye dhadke mera dil mujhko jawaani ram qasam na bhaaye bachapan yaad aaye ho bachapan yaad aaye