SONG: Dhadka Dil Dhak Se Dekha Hai Jabse, Mar Gaye Hum Tabse Tauba - धड़का दिल धक से देखा है जबसे, मर गये हम तबसे तौबा

Dhadka Dil Dhak Se Dekha Hai Jabse, Mar Gaye Hum Tabse Tauba - धड़का दिल धक से देखा है जबसे, मर गये हम तबसे तौबा

LYRICS:
dhadka dil dhak se dekha hai jabse mar gaye hum tabse tauba tauba ho tauba tauba dhadka dil dhak se dekha hai jabse mar gaye hum tabse tauba tauba ho tauba tauba hosh nahi aise nagme baras gaye vallah pyare nain to phir bhi taras gaye hosh nahi aise nagme baras gaye vallah pyare nain to phir bhi taras gaye kya gujar gayi puchho mere rab se kya kya ghjar gayi puchho mere rab se dhadka dil dhak se dekha hai jabse mar gaye hum tabse tauba tauba ho tauba tauba aankh mili jaise bijli chamak gayi nain mile dil ki duniya chahak gayi aankh mili jaise bijli chamak gayi nain mile dil ki duniya chahak gayi hale dil mera puchho chahe sabse kya kya gujar gayi puchho mere rab se dhadka dil dhak se dekha hai jabse mar gaye hum tabse tauba tauba ho tauba tauba tapte rahe bekarar bane tere liye raste me intzar bane tere liye tapte rahe bekarar bane tere liye raste me intzar bane tere liye hum khade hai pyare kab se tere liye kya kya gujar gayi puchho mere rab se dhadka dil dhak se dekha hai jabse mar gaye hum tabse tauba tauba ho tauba tauba