SONG: Dhadakta Hai Dil Mera Kaho To Sunaau - धड़कता है दिल मेरा कहो तो सुनाऊँ

Dhadakta Hai Dil Mera Kaho To Sunaau - धड़कता है दिल मेरा कहो तो सुनाऊँ

LYRICS:
dhadkta hai dil mera kaho to sunau sunungi kabhi sanam abhi to mai jau are ae ye kya kaha tumne kaha are ae wohi jo suna tmne ye bhi koi wakt hai janam kahi jane ka mujhe jane doge ya shor mai machau kaho to bas ek br baho me uthau are ae ye kya kaha tumne are ae wohi jo suna tumne ye bhi koi wakt hai baho me aane ka dhadkata hai dil mera kaho to sunau sunungi phir kabhi abhi to mai jaau are ae dil ye diwana tera mastana mera to na jor chale leke kayi janam pahuchoge sanam leke kayi janam dur nahi wo din bhi teri baho me ane ka jo bhi hoga dekhungi abhi to mai jau dhadkata hai dil mera kaho to sunau sunungi phir kabhi abhi to mai jau are ae itna bhi jana gale na lagana ke ho jaye koi khata pyar karna bhi kya koi khata hai janeman tu hi bata yahi to sanam kahte hai ham par tuhi mane na mar dalegi mujhe teri jau jau acha baba man gayi abhi to mai jau are ae ye kya kaha tumne kaha are ae wohi jo suna tmne ye bhi koi wakt hai janam kahi jane ka