SONG: Desh Ka Pyaara Sub Ka Sahara Koun Banega - देश का प्यारा सब का सहारा कौन बनेगा

Desh Ka Pyaara Sub Ka Sahara Koun Banega - देश का प्यारा सब का सहारा कौन बनेगा

LYRICS:
desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi bapu ka ye desh hai bacho sab desho se pyara isi desh ki khatir usne apna sab kuch hara bapu ka ye desh hai bacho sab desho se pyara isi desh ki khatir usne apna sab kuch hara vaap ki dhar ab rakhwala kaun banega hum didi desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi pyare bacho kaun ho tum hum bharat ki santan bharat mata ke charno me rakh de ji aur jaan pyare bacho kaun ho tum hum bharat ki santan bharat mata ke charno me rakh de ji aur jaan mushkil shey ho desh ki jai ho kaun kahega hum didi desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi jaha jaha andhiyara dekhe hum ujiyara kar de kadam kadam par desh ka daman hum khushiyo se bhar de jaha jaha andhiyara dekhe hum ujiyara kar de kadam kadam par desh ka daman hum khushiyo se bhar de kaam ye pyara himmat wala kaun karega hum didi desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi sare jag me prem ujiyara kaun karega hum didi desh ka pyara sab ka sahara kaun banega hum didi